Amaravati Poetic Prism 2019 – HIGHLIGHTS
[youtube https://www.youtube.com/watch?v=A8IZIQSNnQ4]
Poetic
Compliment To 5th Amararavati Poetic Prism- 2019
Compliment To 5th Amararavati Poetic Prism- 2019
Ahmad Ali Barqi Azmi
Tha yeh ek 21 aur 22
December yaadgar
December yaadgar
Thee Vijyawada meiN ek
taqreb e adabi shandar
taqreb e adabi shandar
Padmaja Paddy then is
taqreeb ki rooh e rawaaN
taqreeb ki rooh e rawaaN
Jis meiN shamil the
kaii mulkoN ke shuara beshumar
kaii mulkoN ke shuara beshumar
Multi-Lingual sheri
majmooye ka ijra tha wahaaN
majmooye ka ijra tha wahaaN
Jiske hai safhaat ke
zeenat kalam e khaksar
zeenat kalam e khaksar
Mukhtalif lehjoN meiM
usloob e bayaaN tha dilnasheeN
usloob e bayaaN tha dilnasheeN
Iske mundarjaat haiN
asri adab ke shahkar
asri adab ke shahkar
Gosh bar aawaaz the
sab log sunne ke liye
sab log sunne ke liye
Jinke gulha e mazameeN
se fiza thee muskbaar
se fiza thee muskbaar
5 vaaN majmooa e
ashaar haiyeh dilnasheeN
ashaar haiyeh dilnasheeN
Jiske hai safhaat ki
Barqi zakhamat ek hazaar
Barqi zakhamat ek hazaar